* Humari ankh me Paanee Bahot Hai.
*Ke Is Duniya me Beimaani Bahot hai..
*Mohabbt humne kee Hai,Humse Poocho...
*Mohabbat me Pareshani Bahot Hai....
*---------------------
Hausle Zindagi Ke Dekhte hai..
*Chalo Kuch roz Jee ke Dekhte hai...
*Baarishonse to Pyas buzhtee nahin...
*Aao Ab Zeher Pee ke Dekhte Hain....
---------------------
Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin,
*bhool aaye hum apni takdeeren kahin.
*Agar mile tumko kahin to utha lena,
*mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena
---------------------
Koi Nazre Churaye to badi taqleef hoti Hain..
*Koi Daaman Chhuddaye To Badi Taqleef Hoti hai..
*Kisise Pyar Kar per Zaada bhi mat kar Aye Dost..
*Kyoun ke Jab Dil tutt ta Hai to Badi Taqleef hoti hain..
-----------------------
Zakhm itne gehre hain, izhaar kya karen . . . .
*Hum khud nishaana ban gaye,Waar kya karen . .
*Mar gaye hum, magar khuli rahi aankhen
*Ab isse zyaada unka, intezaar kya karen . . .
*-----------------------
Tamaam Umr Bhatakte Rahe Gulistanon me.,.
*Kisee ek bhi Phool me Wafa ki Mehek na milee..
*Hanwans ke Naam Pe to Muh khul Gaye Khazanon ke.
*Wafa Ke Naam pe Maanga to Bhick Tak Nahin Milee..
*-----------------------
Ye kabhi na socha tha tumse humari judaii hogi
*Tumse dil lagane ki saza tum mujhe aise dogi
*Hum to aapki wafa pe zinda the
*Ye na socha tha kabhi tum sab se badi bewafaa hogi
-----------------------
Dil ki duniya tootne ke baad sab rote the
*Hum the ki pagalon ki tarah hanste the
*Yeh hale dil hum kaise sunaye ki
*Takleef na ho unko iss liye akele rote the
-----------------------
Teri wafa ne mujhe khud aur sitam karne na diya
*Jo aaye palkon par moti unhe jharne na diya
*Maine samhja hai khud ko sada amanat teri,
*Isi khayal ne mujhko kabhi marne na diya
-----------------------
Unki tasveer ko seene se laga lete hain,
*Iss tarah judai ka gham mitaa lete hain.
*Kisi tarah zikar ho jaye unka,
*To hanss kar bheegi palkein jhuka lete hain.
-----------------------
Ye kabhi na socha tha tumse humari judaii hogi
*Tumse dil lagane ki saza tum mujhe aise dogi
*Hum to aapki wafa pe zinda the
*Ye na socha tha kabhi tum sab se badi bewafaa hogi
-----------------------
Unki tasveer ko seene se laga lete hain,
*Iss tarah judai ka gham mitaa lete hain.
*Kisi tarah zikar ho jaye unka,
*To hanss kar bheegi palkein jhuka lete hain.
-----------------------
Zaruri to nahi jine ke liye Sahara ho,
*Zaruri to nahi hum jinke hai who humara ho,
*Kuch kashtiya doob bhi jaya karti hai,
*Zaruri to nahi har kashti ka kinara ho..
-----------------------
Motiyon mein piroyi hui sapno ko tut te dekha
*Maut ko bhi maine kaphi nazdeek se dekha
*Apne ko aaj maine beganaa hote dekha
*Mehboob ko bhi pal mein bewafaa bante dekha
-----------------------
Chaar din ka hasna tha zindagi bhar ka rona jholi paa beithe
*hum kahan zaalim duniya ki baaton mein aa beithe
*aaj fir tadpe dil uski yaad mein najane kyun
* aaj fir uski yaad ke moti palko pe saja beithe
-----------------------
Honto pe tumhare hamara naam tak na aaye
*mein milne aau par tu bahar na aaye
*anjaan hai hamare pyar se vo ab tak
*ya shayad hum jaiso pe unko taras na aaye
-----------------------
Maang lenge tujhe apne khuda se hum
*cheen lenge tumhe har kisi se hum
*mere siva tum pe haq nahin kisi ka
*na karna bewafai mujh se kabhi varna duniya chod denge hum
-----------------------
Nahin sunta koi toote hue dil ki fariyaad
*chod gaye aaj vo hi jisse kiya har pal dil se yaad
*ae mehboob tehar ja saath, aankho ki barsaat tham jane tak
*kya pata fir rahe na rahe hum tere aane tak
-----------------------
Dard jigar mein uttha hai, koi marham lagane vala nahin
*aag lagti hai dil mein, koi bujhaane vala nahin
*kis se umeed rakhe hum iss bhare jahan mein
*har kisi ne rulaaya iss qadar, koi hansaane vala nahin
-----------------------
SAZAA denewale Humse RAZA poochte hai..
*Jab Jee Rahe hai to jeene ki wajah Poochte hai..
*Dete hai khudi humko ZEHER..
*Aur kitna hai Asar ye poochte hai ....
-----------------------
Kuch hain jo bolkar apni baat samne rekhte hain
*Hum hain jo aankhon se izhaar karte hain
*Humein adat hai kinare aakar nao doobane ki
Woh hain, ki toofan main bhi samandar paar kiya karte hain
*-----------------------
Ik boond sharab mein tumhaari nasha dontha ho,
*Isi bahane hum har roz ek mehfil doontha hoon,
*Bewaffai ka zakhm to chupalaete hain yaaro,
*Par un yaadon keliye ek kafan doontha hoon"
Soch ko badlo, sitare badal jayenge,
Najar ko badlo, nazare badal jayenge,
Kashtiya badalne ki jarurat nahi,
Dishaon ko badlo, kinare badal jayenge.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dard kaisa bhi ho aankh nam na karo,
Raat kaali sahi koi gam na karo,
Ik sitara bano jagmagatey raho,
Zindagi mein sada muskurate raho.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Baantni hai agar bant lo har khushi,
Gam na zahir karo tum kisi par kabhi,
Dil ki gehrai mein gam chhupate raho,
Zindagi mein sada muskurate raho.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ashk anmol hain kho na dena kahin,
In ki har boond hai motiyon se haseen,
Inko har aankh se tum churate raho,
Zindagi mein sada muskurate raho.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Yunhi to shaakh se patte gira nahi karte,
Bichhad ke log zyaada jiya nahi karte,
Jo aane waale mousam hain inhein shumaar mein rakh,
Jo din guzar gaye unko gina nahi karte..!!!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Har dhadkan mein ek raaz hota hai,
Har baat bataane ka ek andaaz hota hai,
Jab tak thokar na lage bewafaai ki,
Har kisiko apne pyar pe naaz hota hai!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tere Waade Pe Hum Ne Bharosa Kiya...,
Kuchh To Ulfat Ka Tum Bhi Haq Nibhaaya Karo...,
Hum Bhi Hamraaz Hain Tum Bhi Hamraaz Ho...,
Dil Ki Baat Humse Na Chhupaaya Karo..!!!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tu nada hai jo mere mehboob se meri pehchan mangh raha hai..
Lagta hai jaise chandni se koi ,chand ka pata mangh raha hai..
Woh to mere saaye ke panah me jiti hai...,
Usse mujhe durr na kar,lagega jaise tu mera jaan mangh raha hai...
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jee lete hain Koi humein agar kahe bura,
Dua dekar usse honton ko hum see lete hain.
Dard ho chahe kaisa,
Zehar yeh chupke se hum pee lete hain
Rakhte hain bharosa Rab par,
Bas har haal mein muskurate hue hum jee lete hain.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
I've seen angels in the sky,
I've seen snow fall in July,
I've seen things you could only imagine to see or do,
But I still haven't seen anything sweeter than you
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Nafrat thi hamse to izhaar kyun kiya?
Dena tha zehar to pyar kyun kiya?
Dekar Zehar kehte ho pina hi hoga,
aur jab pee gaya zehar to kehte ho ab jeena hi hoga.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Lehron ko shaant dekh kar yeh mat samjna
Ki samandar maen ravani nahi hae,
Jaab bi uthe ge tuffan ban kar uthe ge,
Abhi uthne ki thani nahi hae.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Message to sirf ek bahana hai,
Irada to aapke kuch lamhe churana hai,
Chahe aap hume yaad na kare,
Par hamari yaadon me to aapka aana jaana hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
aankhen hain unki ya hain sharaab ka mehkhana....
dekh kar jinko ho gaya hoon main deewana...
honth hain unke ya hain koi raseela jaam...
jinke ehsaas ki tamanna mein beeti hai meri har shaam...
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mere gum ko dekh kar maine apne khuda se poocha,
aiy khooda tune mere liye gum hi kyo banaya,
magar jab khuda ne mujhe doosro ka gum dikhaya to mujhe apna gum bahut kam nazar aya.........
So my friend look around this world is filled with sorrow, compare the same with your u might find it too less.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Log kehtey hain ke ishq itna mat karo,
Ke husn sar pey sawaar ho jaaye,
Hum kehtey hain ke ishq itna karo,
Key patthar dil ko bhi tumse pyaar ho jaye.............
No comments:
Post a Comment