Hum Apan her pal Her ghari Tery Naam likhty Thy
Bhool ker apni zaat khud ko Gumnaam Likhty Thy
Kabhi Ankhon Se ashak apny jo palkon per thehr Jaty
Chun ker Ashkon k Moti Hum Tera Naam likhty Thy
Kabhi zamany k dershan ko niklty Jo JHulsty Musam main
Tumhain Hum thandi Dhoop kabhi Hiddat bhari sham likhty thy
Kabhi Chand Hota jo Badal k pehry Main Kabhi janaa
Chori Chori Uterti Chandni se hum tujy peyaam likhty Thy
Pat Jhar k Musam Main jab Zerd Patty Girty Thy
Sookhy patton ko Terteeb Se hum apna Naam likhty Thy
Phir Jab Sookhy patty Matti main Mil ker Matti Ho jaty Tu
MATTI MAIN MILY PATTON PER APNA ANJAAM LIKHTY THY

No comments:
Post a Comment