****KISI ROZ***
*
dard kyaa hota hai bataayenge kaisi roz
kamal ki Ghazal tumko sunaayenge kisi roz*
*
thi unki yeh zidd ke main jaaun unko manaane
mujhko yeh veham tha voh bulaayenge kisi roz*
*
Allah qasam maine to socha bhi nahiin tha
voh "itnaa" mere dil ko dukhaayenge kisi roz*
*
har roz aayi'ne se yahi puuchta huun main
kya rukh pe tabbassum bhi sajaayenge kisi roz..?*
*
udne do in pariindon ko aazaad fazaa mein
tumhaare honge agar lauT hi aayenge kisi roz*
*
apne sitam ka dekh lena khud hi asar tum*
*zakhm-e-jigar tam'aam dikhaayenge kisi roz*
*
jo peete rahe yuun hi dosto
hum keh rahe hain jaan ganwaayenge kisi roz*

No comments:
Post a Comment