aansu aa jate hai ankho me rone se pehle,
har khwab ttot jata hai sone se pehle.
ishq hai gunah ye to samaz gaye,
kash koi rok leta hone se pehle.
udas nazro me khwab milenge,
kahi kante to kahi fool milenge.
mere dil ki kitab ko apni nazar se padh ke dekho,
kahi aapki yad to kahi aap milenge.
gam ne hasne na diya zamane ne rone na diya,
is uljjan ne chain se jine na diya.
thak ke jab sitaro se panah li,
neend ayi to teri yado ne sone na diya.
jiski aarzoo thi woh dilbar na milla,
barso jiska intajar kiya woh pal na milla.
ajib khel hai ye muhobbat ka,
kisiko hum na mile to koi humko na milla.
bikhra ashqo ke moti piro na sake,
tumhari yad me sari rat so ne sake.
bhig na jaye aankho me basi tumhari tasvir,
ye sochakar ek pal bhi ro na sake.
takdir unki jo hume aazmaye baithi hai,
aaye hai mehfil me magar dur jakar baithe hai.
nazro se mile nazar to bat ho,
afshosh ki woh nazre jukaye baithe hai.
har khwab ttot jata hai sone se pehle.
ishq hai gunah ye to samaz gaye,
kash koi rok leta hone se pehle.
udas nazro me khwab milenge,
kahi kante to kahi fool milenge.
mere dil ki kitab ko apni nazar se padh ke dekho,
kahi aapki yad to kahi aap milenge.
gam ne hasne na diya zamane ne rone na diya,
is uljjan ne chain se jine na diya.
thak ke jab sitaro se panah li,
neend ayi to teri yado ne sone na diya.
jiski aarzoo thi woh dilbar na milla,
barso jiska intajar kiya woh pal na milla.
ajib khel hai ye muhobbat ka,
kisiko hum na mile to koi humko na milla.
bikhra ashqo ke moti piro na sake,
tumhari yad me sari rat so ne sake.
bhig na jaye aankho me basi tumhari tasvir,
ye sochakar ek pal bhi ro na sake.
takdir unki jo hume aazmaye baithi hai,
aaye hai mehfil me magar dur jakar baithe hai.
nazro se mile nazar to bat ho,
afshosh ki woh nazre jukaye baithe hai.
No comments:
Post a Comment