Kaun kehta hai ki teri nzar badal gayee hai
Teer ki tarah ye seedhe dil men utar gayee hai
Roj hi khol ke rakhte hain ghur ka darwaza
K tere kadmo-n ki aahat sun ne ko
YE diwale-n taras gayee hai
Rukhsat ke waqt men wo muskurana tera
Muhabbat ke mathe pe sikan ban gayee hai
Tere entezar men aankhe-n baras gayee hain
Ab aa jawo bhi tum humse milne k
Khamoshi teri le aayee hai mujhe maut ke dar tuk
shayad meri wafa hi mere halat ki wajah ban gayee hai.

No comments:
Post a Comment